4 November 2013

Kabhi main na chaahoon koi kushi Na main chaahon yeh zindagee

Kabhi main na chaahoon koi kushi

Na main chaahon yeh zindagee

mere dil mein teri kami

Har sanam, har pal hai koi kadam

Har dil ki chaahat magan

Daar daar ke guzre janam


Jungloon aur samandaroon mein sami

Hai raahatoon joh mile na kabhi, yeah yeah


Is haseen samay ki yeh raaht

Samhaj me aane lagi

Ban jaayegi yeh kushi

Mil jaayegi yeh kushi

kitne samay guzar gaye

bichad gaye samay

ban jaayegi yeh zameen ee ee ee ee,ee ee ee


Kabhi mein chaahon sab ke liye

Khul jaayeen dil mein chupee

chotee chotee gham ke giley, aye aye aye yeeh


Oh ! kabhi main chaahon tere liye

Main chaahon mere liye

Joh gaaon sab ke liye ee aye ee yeh aye aye


Jungloon aur samandaroon mein sami

Hai raahatoon joh mile na kabhi, yeah yeah



Is haseen samay ki yeh raaht

Samhaj me aane lagi

Ban jaayegi yeh kushi

Mil jaayegi yeh kushi


Kitne samay guzar gaye

Bichad gaye samay

Ban jaayegi yeh zameen ee ee ee ee, ee ee ee


Is zameen ki alishaan,............

Gaaon main abhi, yeah eh yeah, eh yeah eh yeah


Oh mhujko mere khuda, hamesha oh sada

Gaaon zara hi, yeah eh yeah eh, yeah eh yeah

Hoon deewana main tera, deewana tu mera

Khamooshi hai ah haa …..


Is haseen samay ki yeh raaht

Samhaj me aane lagi ah haan haan

Ban jaayegi yeh kushi

Mil jaayegi yeh kushi

Kitne samay guzar gaye

Bichad gaye samay

No comments:

Post a Comment